AI Ka Khufnak Raaz: Bachon Ke Dimagh Pe Control?

Hum AI ko ek helpful aur educational tool samajhte hain, lekin kya tumne kabhi socha ke yeh technology insani dimagh ko contr ol kar sakti hai? Ek shocking baat samne aayi hai ke AI sirf knowledge nahi de raha, balki students ke sochnay ka tareeqa bhi change kar raha hai.

United School ke AI Research Lab ke ek session mein mujhe pata chala ke kaise AI algorithms students ke learning patterns ko track karte hain aur unke decision-making ko subtly influence karte hain. Ek student ka kehna tha, “Jab main ek AI-based learning app use karta hoon, toh mujhe lagta hai ke main apne choices khud nahi kar raha, woh mujhe suggest kar raha hai ke kya sochna chahiye.”

Agar yeh sach hai, toh kya AI ek din hamare critical thinking aur azaadi ko bilkul khatam kar dega? Aur kya hum sirf robots ki tarah AI ke instructions follow karne lag jayenge? Yeh soch raaton ki neend uda dene ke liye kaafi hai.